Kasam Se

Kasam Se Lyrics

Jaanwar  by Alka Yagnik, Udit Narayan

Song  ·  6,653,308 Plays  ·  5:09  ·  Hindi

© 1999 Ishtar Music Pvt. Ltd.

Kasam Se Lyrics

aankhon mein khushiyon ke ansu
saanson mein jeene kee pyaas
mahkee dhadakan mein jaagaa hai
chahat kaa pehla ehsaas

sach kehete hai ham

sach kehete hai ham
(qasam se, qasam se, qasam se, qasam se)
hamein pyaar ho gaya
(sanam se, sanam se, sanam se, sanam se)

sach kehthe hain hum, hamein pyaar ho gaya
ab to mushkil badaa intazaar ho gaya

kahan dil kho gaya
(qasam se, qasam se, qasam se, qasam se)
o, hamein pyaar ho gaya

kya haseen, dil-nashin, ye zamana lage
o, kya haseen, dil-nashin, ye zamana lage
sang tere ye mausam suhana lage
kya nashili javaan ye mulaaqaat hai
hosh mein hum nahin, aisee kya baath hai?

rab se zyaada tera aitbaar ho gaya
rab se zyaada tera aitbaar ho gaya

kahan dil kho gaya
(qasam se, qasam se, qasam se, qasam se)
hamein pyaar ho gaya
(sanam se, sanam se, sanam se, sanam se)

aaj kal raat bhar neend aati nahin
ho, aaj-kal raat bhar neend aatee nahin
ek pal ke liye yaad jaatee nahin
din, maheenaa, samaan, saal aisa naa tha
pehle dil ka mere haal aisa naa tha

jeenaa tere binaa dushwaar ho gaya
jeenaa tere binaa dushwaar ho gaya

kahan dil kho gaya
(qasam se, qasam se, qasam se, qasam se)
o, hamein pyaar ho gaya
(sanam se, sanam se, sanam se, sanam se)

sach kehthe hain hum, hamein pyaar ho gaya
ab to mushkil badaa intazaar ho gaya

kahan dil kho gaya
(qasam se, qasam se, qasam se, qasam se)
hamein pyaar ho gaya
(sanam se, sanam se, sanam se, sanam se)

Writer(s): Sameer, Adnan Sami<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com

More from Jaanwar

Loading

You Might Like

Loading

5m 9s  ·  Hindi

© 1999 Ishtar Music Pvt. Ltd.

FAQs for Kasam Se