Kahin Toh Hogi Woh-Teri Aahatein Lyrics
maine nahin jaanaa tune nahin jaanaa
jaane-anjaane jo hua
kuch to hua jo mujko hua naa
tujko magar kyun hua
ho saansein kho gayi hain kiski aahon mein
main kho gayi hoon jaane kiski banhon mein
manzilon se raahen dhoondhatee chali
kho gayi hai manzil kaheen raahoon mein
sabakuch vahee hai sabakuch vahee hai
par kuch kamee hai par kuch kamee hai
teri aahaten nahin hai nahin hai
jaane naa kahaan vo duniyaa
jaane naa vo hai bhee ya nahin
jahaan meri zindagi
mujh se itanee kafa nahin
ho-o jaane naa kahaan vo duniyaa
jaane naa vo hai bhee ya nahin
jahaan meri zindagi
mujse itanee kafa nahin
ho choti-choti baathen
yoon hee aate-jaate yaaden sahala ke jaatee hain
raaton ko sirahaane
basi muskaane mujko sula ke jaatee hain
milana nahin hai mumkin itana batao lekin
hum phir milee kyun hain
tujko bula naa paaun tujko bhula naa paaun
ye silsile kyun hain
hogee jahaan subah teri palkon kee kirnon mein
lori jahaan chaand kee sun teri banhon mein
kaheen to kaheen to hogee vo duniyaa
jahaan too mere saath hai
jahaan main jahaan too
aur jahaan bas tere-mere jazbaat hain
teri aahaten nahin hain aahaten nahin hain teri aahaten nahin hain
jahaan teri zindagi teri aahaten nahin hain
mujse itanee kafa nahin aahaten nahin hain teri aahaten nahin hain
kehtee hai fizaa jahaan meri zameen-aasamaan
jahaan hai too meri hansee meri kushi meri jaan
Writer(s): Amitabh Bhattacharya, A.r. Rahman, Abbas Tyrewala, Amit Trivedi, Abhijit Vaghani<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from T-Series Mixtape Season 2
Loading
You Might Like
Loading
5m 17s · Hindi