
Kahin To Lyrics
Jaane Tu... Ya Jaane Na by Rashid Ali, Vasundhara Das
Song · 10,732,075 Plays · 5:03 · Hindi
℗ 2008 Super Cassettes Industries Private Limited
Kahin To Lyrics
kahin to, kahin to, hogi wo,
duniya jahaan tu mere saath he
jahaan main, jahaan tu,
or jahaan, bas tere mere jazbaat he,
hogi jahaan sabaa teri
palkon kii, kirnon main,
lori jahaan chaand kii,
sune teri bahon main
jane naa kahan wo duniya he
Jaane na wo hai bhi ya nahi
Jahaan meri zindagi mujhse
itani khafaa nahi
jane naa kahan wo duniya he
Jaane na wo hai bhi ya nahi
Jahaan meri zindagi mujhse
itani khafaa nahi
saansen kho gai he kiski aahon main
main kho gai hoon jane kiski bahon main
manjilon se raahen dhundti chali
kho gai he manzil kahin rahon main
kahin to, kahin to, he nasha
teri meri har mulaaqaat main
(har mulaaqaat main)
hothon se, hothon ko,
chumate, o rahete he ham har baat pe,
kahati he fizaa jahaan,
teri zameen aasmaan
jahaan he tu, meri hasi,
meri khushi, meri jaan
jane naa kahan wo duniya he
Jaane na wo hai bhi ya nahi
Jahaan meri zindagi mujhse
itani khafa nahi
jane naa kahan wo duniya he
Jaane na wo hai bhi ya nahi
Jahaan meri zindagi mujhse
itani khafa nahi
jane naa kahan wo duniya he
Jaane na wo hai bhi ya nahi
Jahaan meri zindagi mujhse
itani khafa nahi
Writer(s): Abbas Tyrewala<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Jaane Tu... Ya Jaane Na
Loading
You Might Like
Loading
5m 3s · Hindi