Kaagaz Si Hai Zindagi

Kaagaz Si Hai Zindagi Lyrics

Jeena Isi Ka Naam Hai  by Onkar Minhas, Rani Hazarika, Yuvi

Song  ·  36,909 Plays  ·  4:53  ·  Hindi

© 2017 Zee Music Co.

Kaagaz Si Hai Zindagi Lyrics

Kaagaz si hai zindagi
Bheegi toh samjho gayi
Bas chal de ik aur kadam
Khushiyan khadi hai yahi
Jo kho diya kho diya
Jo mil raha hai wo le.
Kal subhah phir honi hai
Kuch pal ki hi sham hai
Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam hai

Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam hai
Jeena oho. jeena oho.
Jeena oho. jeena oho.
Jeena isi ka naam hai

Ho. kadve se humke shehar ko
Sarbat ke jaise chada le
Roothi si is zindagi ko
Jaise bhi kar bas mana le
Kadve se humke shehar ko
Sarbat ke jaise chada le
Roothi si is zindagi ko
Jaise bhi kar bas mana le
Bigate nahi hote chehare
Duniya ke baazar mein
Hasne ki aadat to dalo.
Phir dekho kya daam hai
Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam hai
Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam hai

Har lamha sone ke jaisa
Yeh sach hai agar tumne mana
Google pe dhundega tujhko
Phir dekhna ye zamaana
Har lamha sone ke jaisa
Yeh sach hai agar tumne mana
Google pe dhundega tujhko
Phir dekhna ye zamaana
Kamzor ho na iraade
Itna zara maan le
Himmat ko jisne nakara
Wo aaj ghum naam hai
Jeena. jeena
Jeena isi ka naam hai
Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam
Jeena isi ka naam hai
Jeena oho. jeena oho.
Jeena isi ka naam hai
Jeena oho. jeena oho.
Jeena isi ka naam hai

Writer(s): Onkar Minhas, Fateh Shergill<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Jeena Isi Ka Naam Hai

Loading

You Might Like

Loading


4m 53s  ·  Hindi

© 2017 Zee Music Co.

FAQs for Kaagaz Si Hai Zindagi