Jiya Lyrics
Jiya...
Main na jiya
Reza reza mera jiya
Jiya... main na jiya
Reza reza mera jiya
Main begaana sa
Tha deewana sa
Mujhko teri chaahat ne basa diya
Jiya... main na jiya
Jiya... main na jiya
Jiya... haan main na jiya
Ho likhun hawaaon pe main
Nainon se naam tera
Ho saaye se main haathon ke
Saaya lun thaam tera
Ishq ka tu hai rab
Jiske chaaron taraf
Meri baahon ke ghere ka bane hashiyan
Jiya... main na jiya
Reza reza mera jiya
Jiya... main na jiya
Main na jiya
Naina, firozi nehar
Khwaabon ke paani mein ghar
Ho aise hoon main tere bin
Sehra ki jaise sehar
Saans mein tu bhare
Do jahaan se pare
Aake tujhse milun main
Mere sathiyaa
Jiya... main na jiya
Reza reza mera jiya
Jiya... main na jiya
Main na jiya
Writer(s): Sohail Sen, Sanjay Dasgupta<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Gunday
Loading
You Might Like
Loading
4m 44s · Hindi