Jiska Koi Nahin - Kishore Kumar Lyrics
ek din kisi fakeer ne ek baath kahi thi
ab jaa ke dil ne maanaa maanaa vo baath sahee thi
jiskaa koyi nahin uska to khuda hain yaaron

main nahin kehtha
main nahin kehtha kitaabon mein likhaa hain yaaron

haan khuda hain yaaron
hum to kya hain o
hum to kya hain vo farishton ko aajamaata hain

banaakar hum ko mitaatha hain phir banaata hain
aadmi tut ke ho
aadmi tut ke sau baar judaa hain yaaron
jiskaa koyi nahin uska to khuda hain yaaron
jiskaa koyi nahin uska to khuda hain yaaron
haan khuda hain yaaron
kab talaq hum se ho
kab talaq hum se ye taqadeer bhalaa ruuthegi

in andheron se ujaale kee kiran phuutegi
gam ke daaman mein ho
gam ke daaman mein kaheen chain cchopa hain yaaron
jiskaa koyi nahin uska to khuda hain yaaron
jiskaa koyi nahin uska to khuda hain yaaron
main nahin kehtha
main nahin kehtha kitaabon mein likhaa hain yaaron
jiskaa koyi nahin uska to khuda hain yaaron
haan khuda hain yaaron
Writer(s): Anandji V Shah, Anjaan, Kalyanji Virji Shah<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Laawaris
Loading
You Might Like
Loading
4m 11s · Hindi