
Jay-Jaykara Lyrics
Baahubali 2 - The Conclusion by Kailash Kher
Song · 10,067,011 Plays · 3:31 · Hindi
Jay-Jaykara Lyrics
kya kabhi ambar se
surya bichhadta he
kya kabhi bin baati
deepak jalataa he
kya kabhi ambar se
surya bichhadta he
kya kabhi bin baati
deepak jalataa he
kisi he ye anhoni
har aankh hui nam
chhod gaya jo tu
kaise jiyenge ham
tuhi kinaaraa tuhi sahaara
tu jag sara, tu hi hamaara
suraj tuhi tara
jai jayakaara, jai jayakaara
swami dena saath hamaara
(jai jayakaara jai jayakaara)
(swami dena saath hamaara)
jahaan jahaan tere paaun pade
wo dharti ambar ho jaye
jane ye kisi maaya
maaya he teri
tu nirbal chaabal he
swami rakhwala ham sab kaa
usko kya dar he
jisape chaaya teri
kan kan main he kushahaali
jhume hai daali daali
ham pyaason pe jo rimjhim barase
he badal se
tuhi wo amrit kii dharaa
jai jayakaara, jai jayakaara
swami dena saath hamaara
jai jayakaara jai jayakaara
swami dena saath hamaara
Writer(s): Manoj Muntashir<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
3m 31s · Hindi