Jawab Jinka Nahin

Jawab Jinka Nahin Lyrics

Ultimate Romantic Ghazals  by Jagjit Singh

Song  ·  38,260 Plays  ·  5:14  ·  Hindi

© 2014 T-Series

Jawab Jinka Nahin Lyrics

jawaab jinka nahi wo sawaal hote hai
jawaab jinka nahi wo sawaal hote hai
jo dekhne main nahi kuch, kamaal hote hai
jawaab jinka nahi wo sawaal hote hai

tarashata hoon tuje jin main apane lafzon se
tarashata hoon tuje jin main apane lafzon se

bahut haseen mere wo khyaal hote hai
bahut haseen mere wo khyaal hote hai
jo dekhne main nahi kuch, kamaal hote hai
jawaab jinka nahi wo sawaal hote hai

haseen hoti hai jitani bhalaa kii do ankhen
haseen hoti hai jitani bhalaa kii do ankhen

usee bhalaa ke un ankhon main jaal hote hai
usee bhalaa ke un ankhon main jaal hote hai
jo dekhne main nahi kuch, kamaal hote hai
jawaab jinka nahi wo sawaal hote hai

wo gunagunaate hue, yun hi, jo uthaate hai
wo gunagunaate hue, yun hi, jo uthaate hai

qadam kahan, wo qayamat kii chaal hote hai
qadam kahan, wo qayamat kii chaal hote hai
jo dekhne main nahi kuch, kamaal hote hai
jawaab jinka nahi wo sawaal hote hai
jawaab jinka nahi wo sawaal hote hai

Writer(s): Farhat Shahzad, Altaf-e-haidar<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Ultimate Romantic Ghazals

Loading

You Might Like

Loading


5m 14s  ·  Hindi

© 2014 T-Series

FAQs for Jawab Jinka Nahin