Jai Ganesh Jai Ganesh - Ganeshji Ki Aarti

Jai Ganesh Jai Ganesh - Ganeshji Ki Aarti Lyrics

Mayureshwar Bappa Morya  by Sanjeevani Bhelande

Song  ·  1,296,446 Plays  ·  2:31  ·  Hindi

© 2019 Rajshri Media (P) Limited

Jai Ganesh Jai Ganesh - Ganeshji Ki Aarti Lyrics

jai jagadish hare, swami jai jagadish hare
bhakt janon ke sankat, das janon ke sankat
kshan main dur kare, jai jagadish hare
( jai jagadish hare, swami jai jagadish hare)
(bhakt janon ke sankat, bhakt janon ke sankat)
(kshan main dur kare, jai jagadish hare)

jo dhyaavey fal paave, dukh bin se man kaa
(swami dukh bin se man kaa)
sukh sampati ghar aave
(sukh sampati ghar aave)
ksht mite tan kaa
( jai jagadish hare)

maat pita tum mere sharan gahun kiski
(swami sharan gahun kiski)
tum bin or na duja
(tum bin or na duja)
aas karun jisaki
( jai jagadish hare)

tum pooran paramatma, tum antaryami
(swami tum antaryami)
parbrahm parameshwar
(parbrahm parameshwar)
tum sab ke swami
( jai jagadish hare)

tum karunaa ke sagar, tum paalankarta
(swami tum paalankarta)
main moorakh khalakaami
(main sevak tum swami)
krupa karo bharta
( jai jagadish hare)

tum ho ek agochar, sabake praanpati
(swami sabake praanpati)
kis vidhi miluun dayamay
(kis vidhi miluun dayamay)
tumko main kumati
( jai jagadish hare)

deen-bandhu dukh-harta, thakur tum mere
(swami rakshak tum mere)
apane haath uthaao
(apni sharan lagaao)
dwaar padaa tere
( jai jagadish hare)

vishay-vikaar mitaao, paap haro deva
(swami paap haro deva)
shraddha bhakthi badhaao
(shraddha bhakthi badhaao)
santan kii seva
( jai jagadish hare)

( jai jagadish hare)
(swami jai jagadish hare)
bhakt janon ke sankat, das janon ke sankat
kshan main dur kare, jai jagadish hare
jai jagadish hare,, jai jagadish hare

Writer(s): PALAK MUCHHAL<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Mayureshwar Bappa Morya

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Jai Ganesh Jai Ganesh - Ganeshji Ki Aarti