Jaane Tu Mera Kya Hai (Aditi) Lyrics
jaane too mera kya hai jaane too mera kya tha
tu hi meraa har pal tu hi har lamaha tha
jaane kaisee kashish hai jaane kaisee khalish hai
kyun ye saanse thami hain aankhon mein kyun nami hai
hai dosti hum ko yakin tha
dosti thi aur kuch bhee nahin tha
hai kaisa ye dard naya sa
kyun dil lagata tutaa tutaa sa
jaanaa dil jaanaa
kaise maine naa jaanaa ki pyaar yahi hai
ye jane tu yaa jane naa
jaanaa dil jaanaa
kaise toone naa jaanaa ye pyaar hee hai
haan jane tu yaa jane naa
jaane too mera kya hai jaane too mera kya tha
tu hi meraa har pal tu hi har lamaha tha
hotee thi tujhse subah har din kee
teri dopaher se shaam kee dhun thi
hotee thi raatein teri baathon mein khoe
tere khayaalon mein hee jaage aur soe
tu jo nahin to kya rahaa
jaane too mera kya hai jaane too mera kya tha
tu hi meraa har pal tu hi har lamaha tha
jaane kaisee kashish hai jaane kaisee khalish hai
kyun ye saanse thami hain aankhon mein kyun nami hai
jaanaa dil jaanaa
kaise maine naa jaanaa ki pyaar yahi hai
ye jane tu yaa jane naa
jaanaa dil jaanaa
kaise toone naa jaanaa ye pyaar hee hai
haan jane tu yaa jane naa
Writer(s): Abbas Tyrewala<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Jaane Tu... Ya Jaane Na
Loading
You Might Like
Loading
3m 38s · Hindi