Jaan Ban Gaye Lyrics
ehasaas kee jo jubaan ban gae
ehasaas kee jo jubaan ban gae
Dil mein mere mehmaan ban gaye
Aap ki tareef mein kya kahein
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hi rab, aap imaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye
Kismat Se Hume Aap Humdum Mila Gaye
Jaise ki dua ko alfaaz mil gaye
Socha jo nahi woh hasil jo gaya
Chahu aur kya ki khuda de ab mujhe?
Rab se mila ek ayaan ban gaye
khvaabon ka mere makaan ban gae
Aap ki tareef mein kya kahein
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye
Aap hi rab, aap imaan ban gaye
Aap hamari jaan ban gaye
Deen hai ilahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karun unko
Arz rubai meri, farz dawai meri
Ishq hua mujhko
Deen hai ilahi, mera maan hai maahi
Main toh sajda karun unko
Arz rubai meri, farz dawai meri
Ishq hua mujhko (aap hamari jaan ban gaye)
Writer(s): Mithoon<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Khuda Haafiz
Loading
You Might Like
Loading
3m 31s · Hindi