Jaan ‘Nisaar (Asees)

Jaan ‘Nisaar (Asees) Lyrics

Kedarnath  by Asees Kaur

Song  ·  16,723,954 Plays  ·  4:02  ·  Hindi

Zee Music Company

Jaan ‘Nisaar (Asees) Lyrics

naa maaregi deewangi meri naa maaregi aawaargi meri
ki maaregi zyaada muje maut se naaraazagee teri
kyun itana hua hai too khafa hai zid kis baath kee teri
ki maaregi zyaada muje maut se naaraazagee teri

jaan nisaar hai jaan nisaar
tere pyaar pe mere yaar jaan nisaar hai ho

duniyaa jamaane se rishte mitaae hain
tujh se hee yaaree hai hamaari ek baar to aa
ho-o maine nibhaayaa hai karke dikhaaya hai
le teri baari ek vaari tu bhi pyaar nibhaa
tu bhi pyaar nibhaa o yaara

teri berukhi se hai badee umr intazaar kee meri
ki maaregi zyaada muje maut se naaraazagee teri
kyun itana hua hai too khafa hai zid kis baath kee teri
ki maaregi zyaada muje maut se naaraazagee teri

jaan nisaar hai jaan nisaar
tere pyaar pe mere yaar
jaan nisaar hai jaan nisaar
tere pyaar pe mere yaar jaan nisaar hai ho

Writer(s): Amit Trivedi, Amitabh Bhattacharya<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Kedarnath

Loading

You Might Like

Loading


4m 2s  ·  Hindi

Zee Music Company

FAQs for Jaan ‘Nisaar (Asees)