Geet Mein Dhalte Lafzon Mein

Geet Mein Dhalte Lafzon Mein Lyrics

Udaan  by Amit Trivedi, Amitabh Bhattacharya

Song  ·  1,012,799 Plays  ·  4:59  ·  Hindi

© 2010 T-Series

Geet Mein Dhalte Lafzon Mein Lyrics

geet mein dhalate lafzon mein
taal pe chalatee nabjon mein
naya kuch naya to zarur hai
shaam se leke saharon mein
dhoop jadi dopaharon mein
naya kuch naya to zarur hai

kya baath hai jo baath hai tazaa lage
jindagi kee nayi nayi faza lage

haan ye umango se
phula hua seena hai
seena hai seena hai seena hai

lamhaa ye maanga nahin ise hamne chhina hai
chhina hai chhina hai
yoonhee jeenaa hai

dhul jami thi aankhon mein
khwaab khile ab lakhon mein
naya kuch naya to zarur hai
dard kee baathen kal kee hai

aaj mein khushiya chalki hai
naya kuch naya to zarur hai
jebon mein hum raate liye ghumaa kare

fursat ke ye mauke sabhee jhooma kare
haan ye umango se
phula hua seena hai
seena hai seena hai seena hai

lamhaa ye maanga nahin ise hamne chhina hai
chhina hai chhina hai
yoonhee jeenaa hai

hatheli mein hai nayi garmiyaan
junun sakht hai gayee narmia

hai dilachasp ye aag see aag see
mitenge nahin yaad se yaad se

geet mein dhalate lafzon mein
taal pe chalatee nabjon mein
naya kuch naya to zarur hai zarur hai
shaam se leke saharon mein
dhoop jadi dopaharon mein
naya kuch naya to zarur hai
kya baath hai (kya baath hai)
jo baath hai (jo baath hai)
tazaa lage (tazaa lage)
jindagi kee (jindagi kee)
nayi nayi (nayi nayi) faza lage
haan ye umango se
phula hua seena hai
seena hai seena hai seena hai
lamhaa ye maanga nahin ise hamne chhina hai
chhina hai chhina hai
yoonhee jeenaa hai

Writer(s): Amitabh Bhattacharya<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Udaan

Loading

You Might Like

Loading


4m 59s  ·  Hindi

© 2010 T-Series

FAQs for Geet Mein Dhalte Lafzon Mein