
Filhaal2 Mohabbat Lyrics
Song · 114,256,108 Plays · 5:00 · Hindi
Filhaal2 Mohabbat Lyrics
Ek baat bataao toh, yaadon mein marte ho?
Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho?
Ek baat bataao toh, yaadon mein marte ho?
Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho?
Tum jinke ho abhi, unke baare bataana
Kya aata hai unko tumhein chup karaana?
Tum jinke ho abhi, unke baare bataana
Kya aata hai unko tumhein chup karaana?
Jaani ne ro-ro ke samandar bhar diye
Kya tum bhi ro-ro ke nadiyaan bharte ho?
Ek baat bataao toh, yaadon mein marte ho?
Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho?
Meri iss gall da koyi jawaab de dena
Eh khud nu sawaal baar-baar karaan main
Eh khud nu sawaal baar-baar karaan main
Main pyaar karaan ohnu jo pyaar kare mainu?
Ya ohda hojaan jihde naal pyaar karaan main?
Ya ohda hojaan jihde naal pyaar karaan main?
Itna faraq meri aur unki mohabbat mein
Hum tumse darte the, tum unse darte ho
Ek baat bataao toh, yaadon mein marte ho?
Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho?
"Woh kaun hai?" Mujhse pooche meri humsafar har baari
Ho, tere naam se pukaar baithe usey kayi baari
Ho, tere naam se pukaar baithe usey kayi baari
Jo hum tere na huye, unke bhi honge na
Hum waada karte hain, kya tum bhi karte ho?
Ek baat bataao toh, yaadon mein marte ho?
Kya tum humse ab bhi mohabbat karte ho?
Itna na karo tum yaad ki dil todna pad jaaye
Hum jiske hain abhi, usey chhodna pad jaaye
Itna na karo tum yaad ki dil todna pad jaaye
Hum jiske hain abhi, usey chhodna pad jaaye
Writer(s): Rajiv Kumar Girdher<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Filhaal2 Mohabbat
Loading
You Might Like
Loading
5m · Hindi