Ek Do Teen Char

Ek Do Teen Char Lyrics

Tezaab  by Alka Yagnik

Song  ·  14,815,169 Plays  ·  7:37  ·  Hindi

℗ 1988 Super Cassettes Industries Private Limited

Ek Do Teen Char Lyrics

Mohini Mohini Mohini Mohini
Ho ho ho ho ho ho ho ho
Namashkar namashkar
Kahiye kya sunenge aap
Arre pehle yeh kahiye kahan thi aap
Main main kar rahi thi kisika intezaar
Kaun hai woh
Woh jis'se main karti hoon pyar
Haaye
Aur jisse karti hoon minnatein baar baar
Kaise
Aise
Ding dong ding
Ding dong ding dong ding dong
Ding dong dong ding dong
Ding dong dong dong
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Tera karun
Tera karun din gin gin ke intezaar
Aaja piya aayi bahaar
Tera karun din gin gin ke intezaar
Aaja piya aayi bahaar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Chaudah ko tera sandesa aaya
Chaudah ko tera sandesa aaya
Pandrah ko aaunga yeh kehlaya
Chaudah ko aaya na pandrah ko tu
Tadpa ke mujhko toone kya paya
Solah ko bhi
Solah ko bhi solah kiye the singaar
Aaja piya aayi bahaar
Tera karun din gin gin ke intezaar
Aaja piya aayi bahaar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Satrah ko samjhi sang chhoot gaya
Attharah ko dil toot gaya
Ro ro ghuzara maine sara unnees
Bees ko dil ke tukde huye bees
Phir bhi nahi
Phir bhi nahi dil se gaya tera pyar
Aaja piya aayi bahaar
Tera karun din gin gin ke intezaar
Aaja piya aayi bahaar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ikkees beeti baais gayi
Teyis ghuzari chaubis gayi
Pachchees chhabees ne maara mujhe
Birha ki chakki mein main pis gayi
Din bas
Din bas maheene ke hain aur char
Aaja piya aayi bahaar
Tera karun din gin gin ke intezaar
Aaja piya aayi bahaar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Din bane hafte re hafte maheene
Maheene ban gaye saal
Aake zara tu dekh to le
Kya hua hai mera haal
Deewani dar dar main phirti hoon
Main jeeti hoon na main marti hoon
Tanhayi ki raatein sehti hoon
Aaja aaja aaja aaja aaja
Aaja ke din ginti rehti hoon
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Tera karun din gin gin ke intezaar
Aaja piya aayi bahaar
Tera karun din gin gin ke intezaar
Aaja piya aayi bahaar
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah
Ek do teen char panch chheh saat
Aath nau das gyarah baarah terah

Lyrics powered by JioSaavn


More from Tezaab

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Ek Do Teen Char