Duniya Lyrics
Tuta tuta aisa main tuta hu pada
Kuch bhi baki na itna rutha hu pada
Tuta tuta aisa main tuta hu pada
Kuch bhi baki na itna rutha hu pada
Mere kaatil mere yara
Tune dheere dheere mara
Tune aisa mujhe mara
Na pata laga zamane ko
Duniya aur bhi thi
Duniya aur bhi hai
Tujhe main hi mila tha
Kya yu rulane ko
Duniya aur bhi thi
Duniya aur bhi hai
Tujhe main hi mila tha
Kya yu rulane ko
Duniya aur
Haye
Haye
Duniya aur
Rulane ko
Dur kar dur kar
Uljhan ik tu meri haye
Aadat ya Shaunk ya
Ya jarurat teri haye
Jaani nu
Deke tu
Haye haraam di zindagi
Aap tu
Jeena ae
Bade aaram di zindagi
Dil toh ab karta hai mera
Marr hi jane ko
Duniya aur bhi thi
Duniya aur bhi hai
Tujhe main hi mila tha
Kya yu rulane ko
Duniya aur bhi thi
Duniya aur bhi hai
Tujhe main hi mila tha
Kya yu rulane ko
Duniya aur
Oh ho ho
Haye
Duniya aur bhi thi
Duniya aur bhi hai
Rulane ko
Writer(s): B. Praak<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Duniya
Loading
You Might Like
Loading
3m 50s · Hindi