Dil Tod Ke Mat Jaiyo

Dil Tod Ke Mat Jaiyo Lyrics

Anokha Andaaz  by Sapna Mukherjee

Song  ·  301,060 Plays  ·  5:02  ·  Hindi

© 1995 Ultra

Dil Tod Ke Mat Jaiyo Lyrics

dil tod ke mat jaiyo...
dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai

muje chhod ke mat jaiyo...
muje chhod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai

seene se lipat jaiyo barasaat ka mausam hai

aise mein naa tadapaiyo...
aise mein naa tadapaiyo barasaat ka mausam hai

dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai
dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai

kehtee hai bundein ye barasaat kee, barasaat kee
"aayee ghadi ab mulaaqaat kee, mulaaqaat kee"
tujko pukaare meri chudiyaan, meri chudiyaan
jaane naa too meri majaburiyaan, majaburiyaan

aa, lagaa le mujko gale se, o, meri jaan too
kuch bhee naa samajh paiyo...
kuch bhee naa samajh paiyo barasaat ka mausam hai
dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai

muje chhod ke mat jaiyo...
muje chhod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai
dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai
dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai

haathon kee mehandi mahakane lagee, mahakane lagee
maathe pe bindiya chamakane lagee, chamakane lagee
aaja, ke banhon mein bhar loon tuje, bhar loon tuje
jee bhar ke main pyaar kar loon tuje, kar loon tuje

sard haea tan mein chubhe, man mein lage aag yoon
munh mod ke mat jaiyo...
munh mod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai
dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai

muje chhod ke mat jaiyo...
muje chhod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai
dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai
dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai

seene se lipat jaiyo barasaat ka mausam hai
dil tod ke mat jaiyo barasaat ka mausam hai

Writer(s): Anjaan<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com

More from Anokha Andaaz

Loading

You Might Like

Loading

5m 2s  ·  Hindi

© 1995 Ultra

FAQs for Dil Tod Ke Mat Jaiyo