Dard-E-Dil Lyrics
Dar dar Dard -e- dil
Dar dar Dard -e- jaan
Dard -e- armaan
Milo jo tumhe batayen
Milo jo tumhe batayen
Milo jo tumhe batayen
Dar dar Dard -e- dil
Dar dar Dard-e- jaan
Dard -e- armaan
Milo jo tumhe batayen
Milo jo tumhe batayen
Kya pata kahan ruke
Dard ke yeh kafile
Keh raha dewaanapan
Har dua mein tum mile
Tumko dekhe bina waqt dhalta nahi
Waqt dhalta nahi
Khwaashio pe mera zor chalta nahi
Zor chalta nahi
Dar dar Dard -e- dil
Dar dar Dard -e- jaan
Dard-e-armaan
Milo jo tumhe batayen
Milo jo tumhe batayen
Chahton ki manzilein
Pyaaar ka nasha ho tum
Chahta hoon main jise
Woh hasin saza ho tum
Faslo ka sitam abb saha jaye na
Saha jaye na
Ek pal bhi juda abb raha jaye na
Raha jaye na
Dar dar Dard -e- dil
Dar dar Dard -e- jaan
Dard -e- armaan
Milo jo tumhe batayen
Milo jo tumhe batayen
Milo jo tumhe batayen
Milo jo tumhe batayen
Lyrics powered by JioSaavn
More from Good Boy Bad Boy
Loading
You Might Like
Loading
5m 35s · Hindi