Chura Ke Leja Lyrics
Shyaam teri rukmani palkein bichhaye baithi hai
Janam janam rahegi teri sapne sajaye baithi hai
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Maika vaika ab na bhaye humein tumse ho gaya pyaar

Teri meri meri teri rab ne banayi jodi
Teri meri meri teri rab ne banayi jodi
Chahoonga tujhe hi din raat main
Mera jahan tujh se hai wada mera khud se hai
Chhodoonga kabhi na tera saath main
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Maika vaika ab na bhaye humein tumse ho gaya pyaar
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Rang ye mehendi ka tujko pukaare aaja aa aa
Ye chudi kangana tujko pukaare aaja
Tere bin kaate nahi katt te nahi din aaja
Ghodi chadhke aaja doli lekar aaja
Rukmani shyaam tera palkein bichhaye baitha hai
Janam janam rahega tera sapne sajaye baitha hai
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Maika vaika ab na bhaye humein tumse ho gaya pyaar
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Tu jo bole woh ab mujhko hain karna aa aa
Hain tere liye hi mera sajana sawarna
Ab teri baahon mein hi mera jeena marna
Jab pyaar kiya toh phir kaahe ka darna
Rukmani shyaam tera palkein bichhaye baitha hai
Janam janam rahega tera sapne sajaye baitha hai
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Maika vaika ab na bhaye humein tumse ho gaya pyaar
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Chura ke leja bhaga ke leja utha ke leja yaar
Lyrics powered by JioSaavn
More from Policegiri
Loading
You Might Like
Loading
4m 50s · Hindi