Chhod Babul Ka Ghar Lyrics
chhod babul ka ghar mohe pee ke nagar
aaj jaanaa padaa
chhod babul ka ghar mohe pee ke nagar
aaj jaanaa padaa
sang sakhiyon ke bachapan bitaati thi main
haan bitaati thi main
byaah gudiyon ka hans-hans rachaati thi main
haan rachaati thi main
chhod babul ka ghar mohe pee ke nagar
aaj jaanaa padaa
preet saajan kee man mein basaaye chali
chhod babul ka ghar mohe pee ke nagar
aaj jaanaa padaa
pahan ulafat ka gahanaa dulhan main banee
dola aayaa piya ka sakhi main chali
haan sakhi main chali
chhod babul ka ghar mohe pee ke nagar
aaj jaanaa padaa
chhod babul ka ghar mohe pee ke nagar
aaj jaanaa padaa
Writer(s): Shakeel Badayuni, Naushad Naushad<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Babul
Loading
You Might Like
Loading
3m 16s · Hindi