Chedkhaniyaan Lyrics
Saamne tu hai Na, Visphot sa dil mein hua re
Pyaar ke ocean me, ek boat sa teyr gaya re
O... Saamne tu hai Na, Visphot sa dil mein hua re
Pyaar ke ocean me, ek boat sa teyr gaya re
dhak-dhak kar ke sound jo aayaa
bak-bak kar ke tujko pakaaya
o, zaraa ghabara ke, zaraa itaraa ke kar pyaar se karthaa raha
chhedhkhaniyaan, chhedhkhaniyaan kabhi ulti to sidhi
Chedkadiyaan, chedkadiyaan, kare aisi ki taisi

ho, tere saath beete jo lamahen
Har ek pal jaise yaadon mein chupe
neendon mein aatee hai jaise ke sapane
Jaag ke bhi duniya Dream lage
ye emotion saare hain udate gubaare jo teri galiyon mein aaye
Kab change hua ye samjha nahi aaye, Jo turn ye dil ne liye re
Zara samjha ke zara hichka ke, mein bhi pyar se karti rahi
chhedhkhaniyaan, chhedhkhaniyaan kabhi ulti to sidhi
Chedkadiyaan, chedkadiyaan, kare aisi ki taisi
chhedhkhaniyaan, chhedhkhaniyaan kabhi ulti to sidhi
Chedkadiyaan, chedkadiyaan, kare aisi ki taisi
chhedhkhaniyaan, chhedhkhaniyaan, chhedhkhaniyaan, o
kare ulti-sidhi, ulti-sidhi aisee kee taisi
chhedhkhaniyaan, chhedhkhaniyaan kabhi ulti to sidhi
Chedkadiyaan, chedkadiyaan, kare aisi ki taisi
Writer(s): Tanishk Nabar, Shankar Ehsaan Loy<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Bandish Bandits (Original Series Soundtrack)
Loading
You Might Like
Loading
3m 18s · Hindi