Bekhayali

Bekhayali Lyrics

Kabir Singh  by Sachet Tandon

Song  ·  269,453,259 Plays  ·  6:11  ·  Hindi

℗ 2019 Super Cassettes Industries Private Limited

Bekhayali Lyrics

bekhayaali main bhi tera hi khyal aae
kyun bichhadnaa hai zaruri ye sawaal aae
teri nazadikiyon kii kushi behisaab thi
hisse main faasale bhi tere bemisaal aae

main jo tumse dur hoon kyun dur main rahon
tera gurur hoon
aa tu faaslaa mitaa tu khwab sa mila
kyun khwab tod don

bekhayaali main bhi tera hi khyal aae
kyun judaai de gaya tu ye sawaal aae
thodaa sa main khafaa ho gaya apane aap se
thodaa sa tujhpe bhi bevajaah hi malaal aae

hai ye tadpan hai ye uljhan
kaise ji lun bina tere
meri ab sab se hai anban
banate kyun ye khuda mere

ye jo log-baag hai jangal kii aag hai
kyun aag main jaluun
ye naakaam pyaar main khush hai ye haar main
in jaisaa kyun banun

raaten dengi bataa needon main teri hi baat hai
bhuuluun kaise tuje tu to khyaalon main saath hai

bekhayaali main bhi tera hi khyal aae
kyun bichhadnaa hai zaruri ye sawaal aae

nazar ke aage har ek manzar ret kii tarah bikhar rahaa hai
dard tumhaara badan main mere zehar kii tarah utar rahaa hai
nazar ke aage har ek manzar ret kii tarah bikhar rahaa hai
dard tumhaara badan main mere zehar kii tarah utar rahaa hai

aa jamaane aazamaa le ruuthata nahin
faasalon se hausala ye tuutata nahin
naa hai wo bewafaa or naa main hoon bewafaa
wo meri aadaton kii tarah chhutata nahin

Writer(s): Irshad Kamil, Parampara, Sachet<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Kabir Singh

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Bekhayali