Banjaara

Banjaara Lyrics

Ek Villain  by Mithoon, Mohammed Irfan

Song  ·  53,895,501 Plays  ·  5:37  ·  Hindi

© 2014 T-Series

Banjaara Lyrics

jise zindagi dhoondh rahee hai
kya ye vo makaam mera hai
yahaan chain se bas ruk jaaoon
kyun dil ye muje kehtha hai

jazbaat nae se milee hain
jaane kya asar ye hua hai
ik aas milee phir mujko
jo qubul kisi ne kiya hai

koyi mujko yoon milaa hai, jaise banjaare ko ghar
nae mausam kee sahar ya sard mein dopaher
koyi mujko yoon milaa hai, jaise banjaare ko ghar
jaise koyi kinaraa, detaa ho sahaara
muje vo milaa kisi mod par
koyi raat ka taaraa karthaa ho ujalaa
vaise hee roshan kare vo shahar

dard mere vo bhula hee gaya, kuch aisa asar hua
jeenaa muje phir se vo seekha raha

Hmm, jaise baarish kar de tar ya maraham dard par
koyi mujko yoon milaa hai, jaise banjaare ko ghar
nae mausam kee sahar ya sard mein dopaher
koyi mujko yoon milaa hai, jaise banjaare ko ghar
muskaata ye cheharaa, detaa hai jo paharaa
jaane chhupaata kya dil ka samandar
auron ko to har dam saaya detaa hai
vo dhoop mein hai khada khud magar

chot lagee hai use phir kyun mahsoos muje ho raha hai
dil too bataa de kya hai iraada tera

Hmm, main parinda be-sabar, tha uda jo darbadar
koyi mujko yoon milaa hai, jaise banjaare ko ghar
nae mausam kee sahar ya sard mein dopaher
koyi mujko yoon milaa hai, jaise banjaare ko ghar

jaise banjaare ko ghar
jaise banjaare ko ghar
jaise banjaare ko ghar

Writer(s): Mithoon<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Ek Villain

Loading

You Might Like

Loading


5m 37s  ·  Hindi

© 2014 T-Series

FAQs for Banjaara