
Bachpan Ka Pyaar Lyrics
Bachpan Ka Pyaar by Badshah, Aastha Gill, Sahdev Dirdo, Rico
Song · 27,786,249 Plays · 3:03 · Hindi
℗ 2021 Universal Music India Pvt. Ltd.
Bachpan Ka Pyaar Lyrics
Jaane meri jaaneman bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai jaan tujhe kiye hai
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Jaane meri jaaneman bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai jaan tujhe kiye hai
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
I gave my love to you cos you are one of a kind girl
Always on my mind girl I don’t know what to do
Haan chehre se tere jaane na du hassi
Aur Aankhen se teri aansoo naa aane du
Mujhko bata mere bina tu kya karegi
Kiski bahon main jaake aahen tu bharegi
Mujhko fikar nahi yeh duniya kya kahegi
Tu hi thi tu hi hai tu hi rahegi
Jaane meri jaaneman bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai jaan tujhe kiye hai
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Tere aashiq ke dil se koi dil sacha nahi
Humein for granted lena bilkul bhi acha nahi
Galti se bhi kho baitha tujhko toh mar jaunga
Pyar mera bachon wala hai par main bacha nahi
Ek ek vaada jo kia main wo nibhaungi
Chod ke tujhko kabhi kahin nahi jaungi
Tu soch bhi nahi sakta jo main wo kar jaungi
Door huyi tujhse to main bhi mar jaungi
Jaane meri jaaneman bachpan ka pyaar
Door huyi tujhse to main bhi mar jaungi
Jaan tujhe kiye hai
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Jaane meri jaaneman bachpan ka pyaar
Mera bhul nahi jaana re
Jaisa mera pyaar hai jaan tujhe kiye hai
Bachpan ka pyaar mera bhul nahi jaana re
Lyrics powered by JioSaavn
More from Bachpan Ka Pyaar
Loading
You Might Like
Loading
3m 3s · Hindi