Baarish Ban Jaana Lyrics
Meri kismaton ko mile haath tere
Phir se lakeerein dikhne lagi
Dekha tumhein to aisa laga hai
Jaise ye aankhein dhadkan lagi
Rahoon umra-bhar main teri, tu mera
Jab main baadal ban jaaoon, tum bhi baarish ban jaana
Jo kam pad jaayein saansein, tu mera dil ban jaana
Rimjhim saavan ki boondein hu har musam baraaana
Jo kam pad jaayein saansein, tu mera dil ban jaana
Mere labon se aaye kabhi bhi
Ho naam pahlaa tera mera zabaan pe
Chaahe zamaana munh mod le, par
Har pal tu rahna mera, bas ye duaa hai
Banaa loongi main ab tujhe hi khudaa
Jab main baadal ban jaaoon, tum bhi baarish ban jaana
Jo kam pad jaayein saansein, tu mera dil ban jaana
Haan, rimjhim saavan ki boondein tu har mausam baraaana
Jo kam pad jaayein saansein, tu mera dil ban jaana
Writer(s): Kunaal Verma, Srishty Pranov Kumar<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Baarish Ban Jaana
Loading
You Might Like
Loading
3m 20s · Hindi