Arziyan Lyrics
arziyaan saaree main chehare pe likh ke laayaa hoon
tum se kya maangoon main? tum khud hee samajh lo
maula, maula, maula, mere maula (ya maula, ya maula)
maula maula maula mere maula
maula maula maula mere maula
maula, maula, maula, maula (maula, maula, maula, maula)
daraaren daraaren hai maathe pe maula
marammat muqadar kee kar do maula, mere maula
tere dar pe jhukaa hoon, mitaa, hoon bana hoon

marammat muqadar kii kar do maula,
marammat muqadar kii kar do maula,
jo bhee tere dar aayaa, jhukne jo sar aayaa
mastiyaan pie sabko, jhumata nazar aayaa

pyaas leki aayaa tha dariyaa wo bhar laayaa
noor kee baarish mein bheegata sa tar aayaa
noor kee baarish mein-, o-o-o
noor kee baarish mein bheegata sa tar aayaa
maula maula maula mere maula
maula maula maula mere maula
maula, maula, maula, maula (maula, maula, maula, maula)
daraaren daraaren hai maathe pe maula
marammat muqadar kee kar do maula, mere maula
jo bhee tere dar aayaa, jhukne jo sar aayaa
mastiyaan pie sabko, jhumata nazar aayaa
jo bhee tere dar aayaa, jhukne jo sar aayaa
mastiyaan pie sabko, jhumata nazar aayaa
ho, ek khushboo aatee thi
ho, ek khushboo aatee thi, main bhatakta jaataa tha
reshmi see maaya thi aur main taktaa jaataa tha
jab teri gali aayaa, sach tabhee nazar aayaa

mujhamen hee vo khushboo thi jisase tune milwaaya
maula maula maula mere maula
maula, maula, maula, maula (maula, maula, maula, maula)
daraaren daraaren hai maathe pe maula
marammat muqadar kee kar do maula, mere maula
tut ke bikharana mujko zarur aathaa hai
ho, tut ke bikharana mujko zarur aathaa hai
varanaa ibaadat waalaa shaur aathaa hai
sajde mein rahne do, ab kaheen naa jaaoongaa

ab jo tumne thukraayaa to sanvar naa paaoonga
maula maula maula mere maula
maula, maula, maula, maula (maula, maula, maula, maula)
daraaren daraaren hai maathe pe maula
marammat muqadar kee kar do maula, mere maula
sar utaa ke maine to kitni khvaahishen kee thi
kithne khwaab dekhe the, kitni koshishen kee thi
jab too rou-ba-rou aayaa...
jab too rubaru aayaa, nazaren naa milaa paayaa
sar jhuka ke ek pal mein-, o-o-o
sar jhuka ke ek pal mein maine kya nahin paayaa
maula, maula, maula, mere maula (maula, maula, maula, mere maula)
maula, maula, maula, maula (maula, maula, maula, maula)
maula, maula, maula, mere maula (maula, maula, maula, mere maula)
maula, maula, maula, maula (maula, maula, maula, maula)
mora piya ghar aayaa, mora piya ghar aayaa
mora piya ghar aayaa, mora piya ghar aayaa
mora piya ghar aayaa, mora piya ghar aayaa
mora piya ghar aayaa, mora piya ghar aayaa
mora piya ghar aayaa, mora piya ghar aayaa
mora piya ghar aayaa, mora piya ghar aayaa
maula maula maula mere maula
maula maula maula mere maula
maula maula maula maula
mere maula maula maula maula
mere maula, maula, maula, maula, mere maula
Writer(s): Prasoon Joshi<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Bollywood Recall - Kailash Kher
Loading
You Might Like
Loading
8m 39s · Hindi