saanware saanware saanware, ham diwane tere saanware tan man main mere tu basaa saanware rag rag main mere tu rama saanware aajaa ab tu kahan chup gaya saanware bin tere jeena ab… bin tere jeena mushkil hua saanware saanware saanware saanware… mere dil main basii teri baanki adaa paas charano ke tere rahon main sadaa yah judaai teri bas he meri taza dur charano se ab… dur charano se jaaun kahan saanware saanware saanware saanware… sari duniya se ab to haare ham aa gaye shyaam tere dwaare ham tere bina besahaare ham teri chaukkhat pe mit gaye saare gam tu meraa ho gaya… tu meraa main tera ho gaya saanware saanware saanware saanware… kaam koi naa apana jab aayaa meraa tuune bigadaa mukaddar banaaya meraa aisa tera karam… aisa tera karam ho gaya saanware saanware saanware saanware…
Writer(s): Prakash Mali, Traditional<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com