Ankhon Mein Kajal Hai

Ankhon Mein Kajal Hai Lyrics

Doosara Aadmi  by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar

Song  ·  1,182,641 Plays  ·  3:52  ·  Hindi

© 1977 Saregama

Ankhon Mein Kajal Hai Lyrics

aankhon main kaajal hai
kaajal main hamm meraa dil hai
hamm o ho

aankhon main hamm kaajal hai
kaajal main ho meraa dil hai
aankhon main kaajal hai
kaajal main dil hai
chalo dil main bithaake tumhen
tum se hi pyaar kiya jaye
ho chalo dil main bithaake tumhen
tum se hi pyaar kiya jaye

baalo main khushboo hai
khushboo main tu hi tu hai
baalo main khushboo hai
khushboo main tu hai
chalo phulon ke tale kahin
bahon ko haar kiya jaye
chalo phulon ke tale kahin
bahon ko haar kiya jaye

tum to ho meri bahaar
meri nazar main khilo
kaliyon se milke sanam
phir aake hamase milo
aise tere naina lade
jaise koi nasha chadhe
hai bindiya hanse chali jaye

teri bindiya darpan hai
darpan main saajan hai
teri bindiya darpan hai
darpan main sajan
chalo bindiya se leki tumhen
dil main utaar liya jaye
ho chalo dil main bitha ke tumhen
tum se hi pyaar kiya jaye

kaisaa hai apana milan
kisi mulaaqaat hai
jaise adaa main meri
koi nai baat hai
bani rahe adaa teri
sadaa rahe vafaa meri
aise hi ye jivan biit jaye

jivan kya chahat hai
chahat kya hamm jivan hai
jivan kya chahat hai
chahat kya jivan
chalo saare jivan kaa yaheen
milke iqaraar kiya jaye
ho chalo dil main bithaake tumhen
tum se hi pyaar kiya jaye

aankhon main he kaajal hai
kaajal main hamm meraa dil hai
aankhon main kaajal hai
kaajal main dil hai
chalo dil main bithaake tumhen
tum se hi pyaar kiya jaye
ho chalo dil main bithaake tumhen
tum se hi pyaar kiya jaye

Writer(s): Majrooh Sultanpuri, Nagrath Rajesh Roshan<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Doosara Aadmi

Loading

You Might Like

Loading


3m 52s  ·  Hindi

© 1977 Saregama

FAQs for Ankhon Mein Kajal Hai