Angana Morey

Angana Morey Lyrics

Angana Morey  by Shreya Ghoshal, Soumyadeep Ghoshal

Song  ·  361,816 Plays  ·  3:45  ·  Hindi

℗ 2021 Shreya Ghoshal

Angana Morey Lyrics

aao sajan, angana more
aao sajan, angana more
din-rain tumri yaad sataae

aao sajan, angana more
aao sajan, angana more
aao sajan, angana more
angana more

raag preet ka tum ne sunaaya
saat suron mein mohe sajaayaa
tere moh mein aise
man bheetar mahak rahee hoon

is peed ko samajho, piya
haan , is peed ko samajho, piya
jiyaa ab naa maane

aao sajan, angana more
aao sajan, angana more
din-rain tumri yaad sataae
aao sajan...

aao sajan, aao, aa...
sajan laagi...
laagi mohe jog, piya
sajan...

aao sajan, angana more
aao sajan...

Writer(s): Shreya Ghoshal<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Angana Morey

Loading

You Might Like

Loading


3m 45s  ·  Hindi

℗ 2021 Shreya Ghoshal

FAQs for Angana Morey