Aise Jalta Hai Jiya Lyrics
aaja re, aaja re, aaja re, aa
aaja re, aaja re, aaja re, aa
haay, aise jalataa hai jiyaa jaise diya
aise jalataa hai jiyaa jaise diya
jee naa sakun ab main thanha, ho, piya
aise jalataa hai jiyaa jaise diya
aise jalataa hai jiyaa jaise diya
jee naa sakun ab main thanha, ho, piya
aise jalataa hai jiyaa...
baichaiyn mere man ka mayura
lagtaa hai thanha jeevan adhoora
tan mein dabi hai birh kee jwaala
ab to pilaa de adharon ka pyaala
trishna pukaare meri, sun bairiya
aise jalataa hai jiyaa jaise diya
jee naa sakun ab main thanha, ho, piya
aise jalataa hai jiyaa...
too hai akela, main hoon akeli
suuni padi hai saaree haveli
betaabiyon ka pal besabar hai
ab hone waali jalthee sahar hai
doori mitaa den milke, aa, saathiya
aise jalataa hai jiyaa jaise diya
jee naa sakun ab main thanha, ho, piya
aise jalataa hai jiyaa...
jiyaa, jiyaa, jiyaa
Writer(s): Sameer<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from 1920
Loading
You Might Like
Loading
5m 24s · Hindi