Agar Tu Hota Lyrics
meri raahoon mein pade
tere pairon ke nishaan ne kahaa, ne kahaa
teri saanson se judi
meri saanson kee vafaa ne kahaa, ne kahaa
girte in aansuon mein
kuch to tujh sa lage hai
in ashkon mein main naa khota
agar tu hota to naa rote ham
agar tu hota to naa rote ham
agar tu hota to naa rote ham
agar tu hota to naa rote ham
paanv ko the milee zameen kee tarah
aankhon main kyun hue nami kii tarah
dil ko tum kehthe the, "khuda ka hai ghar"
chhod ke kyun gaye ajanabi kii tarah
girte in aansuon mein
kuch to tujh sa lage hai
in ashkon mein main naa khota
agar tu hota to naa rote ham
agar tu hota to naa rote ham
agar tu hota to naa rote ham
agar tu hota to naa rote ham
bin tere, dekh main zaraa sa lagun
gam se hee aajakal bharaa sa lagun
"chhod de saath naa zindagi meri"
soch ke baath ye daraa sa lagun
girte in aansuon mein
kuch to tujh sa lage hai
in ashkon mein main naa khota
agar tu hota to naa rote ham
agar tu hota to naa rote ham
agar tu hota to naa rote ham
agar tu hota to naa rote ham
Writer(s): Ankit Tiwari<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Baaghi
Loading
You Might Like
Loading
5m 28s · Hindi