Ae Phoolon Ki Rani

Ae Phoolon Ki Rani Lyrics

Ayee Milan Ki Bela Arzoo  by Shankar-Jaikishan, Mohammed Rafi

Song  ·  1,377,201 Plays  ·  4:19  ·  Hindi

© 1965 Saregama

Ae Phoolon Ki Rani Lyrics

ai, phulon kee raani, bahaaron kee malikaa
tera muskuraana gazab ho gaya

ai, phulon kee raani, bahaaron kee malikaa
tera muskuraana gazab ho gaya
naa dil hosh mein hai, naa hum hosh mein hain
nazar ka milaanaa gazab ho gaya

tere honth kya hain, gulaabi kanval hain
ye do pattiyaan pyaar kee ek ghazal hai

vo najuk labon se mohabbat kee baathen
hum hee ko sunaanaa gazab ho gaya
ai, phulon kee raani, bahaaron kee malikaa
tera muskuraana gazab ho gaya

kabhi khul ke milana, kabhi khud jhijakna
kabhi raaston par bahakana-machalanaa

ye palkon kee chilman uthaakar giraana
giraakar uthaanaa gazab ho gaya
ai, phulon kee raani, bahaaron kee malikaa
tera muskuraana gazab ho gaya

fizaaon main thandak, gata par javaani
tere gesuon kii badi meharbaani

har ek pench mein saikadon maykade hain
tera ladkhadana gazab ho gaya

ai, phulon kee raani, bahaaron kee malikaa
tera muskuraana gazab ho gaya
naa dil hosh mein hai, naa hum hosh mein hain
nazar ka milaanaa gazab ho gaya

Writer(s): Shankar-jaikishan, Hasrat Jaipuri<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Ayee Milan Ki Bela Arzoo

Loading

You Might Like

Loading


4m 19s  ·  Hindi

© 1965 Saregama

FAQs for Ae Phoolon Ki Rani