Abhagi Piya Ki

Abhagi Piya Ki Lyrics

Tera Intezaar  by Ustad Mohammed Hussain, Kanika Kapoor, Raja Hasan, Ustad Ahmed Hussain

Song  ·  558,822 Plays  ·  4:39  ·  Hindi

℗ 2017 Super Cassettes Industries Private Limited

Abhagi Piya Ki Lyrics

Piyaa morre piya
Morre piya ji morre piya

Jeete jeete naina dekhat hai
Utt utt chaw teri aave
Aisa rang piya ji tora
Dujja rang na bhave

Toore bin ye naina mere je na paave
Teri zusst-zu mein kahi mar na jave
Araz na sunat hai jiya ke

Abahgi piya ke abhagi piya ke

Piya ki piya ki piya ki
Abahgi piya ke abhagi piya ke

Abahgi piya ke abhagi piya ke
Abahgi piya ke abhagi piya ke

Hasta hai saavan mujhpe
Barishein jo hoti hai
Badra ke saath saath
Akhiyaan meri rooti hai

Birah ke lambi badi raat hai
Milan ke kahaan kab mulkaat hai
Araz na sunat hai jiya ke

Abahgi piya ke abhagi piya ke

Piya ki piya ki piya ki
Abahgi piya ke abhagi piya ke

Din bhi lage hai mujhe
Shanjh ke bela
Sajana tore bin mora
Jiyara aekala

Akeli hai rashti, akela jahaan
Kyun akhiyaan ye dhundhe yaha se waha
Araz na sunat hai jiya ke

Abahgi piya ke abhagi piya ke

Piya ki piya ki piya ki
Abahgi piya ke abhagi piya ke

Aabhagi piya ki aabhagi piya ki
Aabhagi piya ki aabhagi piya ki

Writer(s): Shabbir Ahmed<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Tera Intezaar

Loading

You Might Like

Loading


FAQs for Abhagi Piya Ki