Aaj Raat Chandni Hai

Aaj Raat Chandni Hai Lyrics

Kal Ki Awaz  by Nadeem-Shravan, Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Alka Yagnik

Song  ·  2,125,102 Plays  ·  5:22  ·  Hindi

© 1992 Saregama

Aaj Raat Chandni Hai Lyrics

aaj raat chandani hain
aur tum mere saath ho
aaj raat chandani hain
aur tum mere saath ho
bas yah dua hai meri
aisi har ik raat ho

aaj raat chandani hain
aur tum mere saath ho
bas yah dua hai meri
aisi har ik raat ho

khushiyaan tere chuumen kadam
aanae na duun main kabhi tujpe gam
khushiyaan tere chuumen kadam
aanae na don main kabhi tujpe gam
yah muskaraahat kabhi ho na kaam
khwaabon kee raagini saje
thaaron kee baraat ho
bas yah dua hai meri
aisi har ik raat ho

papa mera meri shaan hai
tujh mein basii meri jaan hain
papa mera meri shaan hai
tujh mein basii meri jaan hain
mera to bas yahi armaan hain
kee chhot na daaman kabhi
haathon mein yah haath ho
bas yah dua hai meri
aisi har ik raat ho

karti rahon tujhse hee pyaar
mamata kee tujpe lutaaun bahaar
karti rahon tujhse hee pyaar
mamata kee tujpe lutaaun bahaar
is ghar pe kar don dil o jaan nisaar
hothon pe mere sada
dilbar teri baath ho
bas yah dua hai meri
aisi har ik raat ho
aaj raat chandani hain
aur tum mere saath ho
bas yah dua hai meri
aisi har ik raat ho
aaj raat chandani hain
aur tum mere saath ho

Writer(s): Saifi Nadeem, Rathod Shravan, Pandy Sameer (t)<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Kal Ki Awaz

Loading

You Might Like

Loading


5m 22s  ·  Hindi

© 1992 Saregama

FAQs for Aaj Raat Chandni Hai