Aaj Jaane Ki Zid Na (From "Hum Raat Ko Uth Uth Kar" ) Lyrics
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Yun hi pehloon mein, baithe raho
Yun hi pehloon mein, baithe raho
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Haaye mar jaayenge, hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya, na karo
Aisi baatein kiya, na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Kitna masoom rangeen hai ye samaa
Husn aur ishq ki aaj meraaj hai
Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan
Ruk lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zidd na karo
Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab, utth ke jaate ho tum
Tum hi socho zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab, utth ke jaate ho tum
Tum ko apni kasam, jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zidd na karo
Haaye mar jaayenge, hum toh lutt jaayenge
Aisi baatein kiya, na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Waqt ki qaid mein, zindagi hai magar
Waqt ki qaid mein, zindagi hai magar
Chand ghadiyaan yahi hai, jo azaad hai
Chand ghadiyaan yahi hai, jo azaad hai
Inko kho kar mere jaan-e-jaan
Umr bhar na tarasti raho
Aaj jaane ki zidd na karo
Aaj jaane ki zidd na karo
Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Valentine Ghazals
Loading
You Might Like
Loading
2m 10s · Hindi