Aa Ab Laut Chalen

Aa Ab Laut Chalen Lyrics

Aa Ab Laut Chalen  by Udit Narayan, Alka Yagnik

Song  ·  14,181,387 Plays  ·  5:40  ·  Hindi

© 2019 Saregama

Aa Ab Laut Chalen Lyrics

dulhan see saji dharti
khulaa vo aasamaan

ho, dulhan see saji dharti
khulaa vo aasamaan
bulaata hai hamein phir vo
chaahat ka jahaan

Aa, ab laut chalein
Ho, aa, ab laut chalein
Aa, ab laut chalein
O, aa, ab laut chalein

anjaan tha main, naadaan tha main
tere pyaar ko jo naa samajh paayaa
tune itana baichaiyn kiya
main tere paas chalaa aayaa

teri saansein mera jeevan
mere dil mein tera ghar hai
zaraa dekhe koyi is ko
Ye jannat se bhee sundar hai

binaa tere nahin chainaan
nahin chainaan yahaan

Aa, ab laut chalein
Ho, aa, ab laut chalein
Aa, ab laut chalein
Haan , aa, ab laut chalein

ek pal ke liye, ek din ke liye
naa door main tujh se jaaongi
teri palkon kee in galiyon mein
sapanon kee sej sajaaungi

tuje dekhoon, tuje chaahoon
teri khushboo mein kho jaaoon
yahi meri tamanna hai
teri banhon mein so jaaoon

dard-a/e-dil nahin sahanaa
nahin sahanaa yahaan

Aa, ab laut chalein
O, aa, ab laut chalein
Aa, ab laut chalein
Aa, ab laut chalein

dulhan see saji dharti
khulaa vo aasamaan
bulaata hai hamein phir vo
chaahat ka jahaan

Aa, ab laut chalein
Ho, aa, ab laut chalein
Aa, ab laut chalein
Ho, aa, ab laut chalein

Writer(s): Nadeem Shravan<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Aa Ab Laut Chalen

Loading

You Might Like

Loading


5m 40s  ·  Hindi

© 2019 Saregama

FAQs for Aa Ab Laut Chalen