
Yeh Raat Yeh Chand Lyrics
50 Glorious Years 1 - 1 by S. D. Burman , Hemanta Kumar Mukhopadhyay , Lata Mangeshkar
Song · 203,087 Plays · 3:29 · Hindi
Yeh Raat Yeh Chand Lyrics
ye raat, ye chaandanee phir kahaan
sun jaa dil kee daastaan
chaandanee raatein, pyaar kee baathen
kho gayi jaane kahaan
chaandanee raatein, pyaar kee baathen
kho gayi jaane kahaan
ye raat, ye chaandanee phir kahaan
sun jaa dil kee daastaan
aatee hai sada teri toote hue thaaron se
aahat teri suntee hoon khamosh nazaaron se
bheegee haea, udi ghata kehtee hai teri kahaani
tere liye baichaiyn hai sholon mein lipati javanee
seene mein balkha raha hai dhuaan
sun jaa dil kee daastaan
ye raat, ye chaandanee phir kahaan
sun jaa dil kee daastaan
chaandanee raatein, pyaar kee baathen
kho gayi jaane kahaan
laharon ke labon par hain khoe hue afsaane
gulzaar ummiido ke saba ho gae viraane
tera pata paaoon kahaan? suune hain saare thakaane
jaane kahaan gum ho gae jaa ke vo agle zamaane
barbaad hai aarazu ka jahaan
sun jaa dil kee daastaan
sun jaa dil kee daastaan
Writer(s): Anthony Martin, A. Bain, R. Mclean, D. Goldfine, G. Walton, C. Daniel, Kiki<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
3m 29s · Hindi