Yahaan Vahaan (Reprise) Lyrics
Kal ko bhoolo na
Kal toh bitaa re
Sooni chaukhat pe
Dekho aaj baitha re Yahaan-wahaan, yahan-wahan phirta main
Jahaan-tahaan, kahaan-kahaan
Huyi jo hai khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa Kashti hoon main woh tanha, dhoonde jo saahil
Tere dil ka woh kona, hai meri manzil Maana ki tu hai naa badi khafa
Main bhi zara dun yeh tujhe bata
Tere bin din guzar jaaye
Shaam dhal jaaye
Raat beete naa
Yahaan-wahaan, yahan-wahan phirta main
Jahaan-tahaan, kahaan-kahaan
Huyi jo hai khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa Mujhko itna sukoon hai
Sach main kehta hoon
Gusse mein hi sahi
Tere dil mein rehta doon Maangu bas main toh yahi duaa
Dard ki de mujhe koi dava
Tere bin kaise samjhaayein
Chain na aayein
Dil yeh maane na
Yahaan-vahaan, yahan-vahan phirta main
Jahaan-tahaan, kahaan-kahaan
Huyi jo hai khata khata khata khata
Yaara humein maaf kardo naa
Writer(s): Pritam Chakraborty, Swanand Kirkire<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Shaadi Ke Side Effects
Loading
You Might Like
Loading
4m 40s · Hindi