Unse Jab Jab Bhi

Unse Jab Jab Bhi Lyrics

Mehfil  by Hariharan

Song  ·  19,952 Plays  ·  6:03  ·  Hindi

© 2013 Ishtar Music Pvt. Ltd.

Unse Jab Jab Bhi Lyrics

unse jab-jab bhee mulaqaatein huin
unse jab-jab bhee mulaqaatein huin
saaree-saaree raat barasaatein huin
unse jab-jab bhee mulaqaatein huin
saaree-saaree raat barasaatein huin
unse jab-jab bhee mulaqaatein huin

meri duniyaa mein andhera ho gaya
meri duniyaa mein andhera ho gaya
meri duniyaa mein andhera ho gaya
meri duniyaa mein andhera ho gaya

gair ke ghar chaandanee raatein huin
gair ke ghar chaandanee raatein huin
saaree-saaree raat barasaatein huin
unse jab-jab bhee mulaqaatein huin

jaane kab pahalu se uth kar chal die
jaane kab pahalu se uth kar chal die
jaane kab pahalu se uth kar chal die
jaane kab pahalu se uth kar chal die

raat-bhar diwaar se baathen huin
raat-bhar diwaar se baathen huin
saaree-saaree raat barasaatein huin
unse jab-jab bhee mulaqaatein huin

beqaraari mein kate kithne hee din
beqaraari mein kate kithne hee din
beqaraari mein kate kithne hee din
beqaraari mein kate kithne hee din

khwaab dekhe kitni hee raatein huin
khwaab dekhe kitni hee raatein huin
saaree-saaree raat barasaatein huin
unse jab-jab bhee mulaqaatein huin
saaree-saaree raat barasaatein huin
unse jab-jab bhee mulaqaatein huin

Writer(s): Muztar Siddique, Hariharan<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Mehfil

Loading

You Might Like

Loading


6m 3s  ·  Hindi

© 2013 Ishtar Music Pvt. Ltd.

FAQs for Unse Jab Jab Bhi