Qatl-E-Aam (Unplugged)

Qatl-E-Aam (Unplugged) Lyrics

Raman Raghav 2.0  by Sona Mohapatra, Ram Sampath

Song  ·  365,671 Plays  ·  3:49  ·  Hindi

© 2016 T-Series

Qatl-E-Aam (Unplugged) Lyrics

hai ganimat dil ye pathar ho chukaa tamaam hai
he galimat dil ye pathar ho chukaa tamaam hai
aapaki aankhon main varanaa aaj qatl-e-aam hai

chhod ke sari sharam ko shaam kii choukhat pare

aaiye aa jaaie ye raat ek hamaam hai
aaiye aa jaaie ye raat ek hamaam hai
aapaki aankhon main varanaa aaj qatl-e-aam hai
aapaki aankhon main varanaa aaj qatl-e-aam hai

haa sab sunaate hai kii hamane haq hi kyun tumko diya
sab sunaate hai kii hamane haq hi kyun tumko diya
janeja khud hi bataaye

jane ja khud hi bataaye ye koi ilzaam hai
aapaki aankhon main varanaa aaj qatl-e-aam hai
aapaki aankhon main varanaa aaj qatl-e-aam hai

he sarafa dil kaa or ye vaqt bohani kaa hua

lakh ke ye chiz sahab kodiyo ke daam hai
lakh ke ye chiz sahab kodiyo ke daam hai
aapaki aankhon main varanaa aaj qatl-e-aam hai
aapaki aankhon main varanaa aaj qatl-e-aam hai

Writer(s): Ram Sampath, Varun Grover<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com

More from Raman Raghav 2.0

Loading

You Might Like

Loading

3m 49s  ·  Hindi

© 2016 T-Series

FAQs for Qatl-E-Aam (Unplugged)