Pyaar Hota Ja Raha Hain

Pyaar Hota Ja Raha Hain Lyrics

Pyaar Hota Ja Raha Hain  by Altaaf Sayyed, Atiya Sayyed

Song  ·  3,267,972 Plays  ·  3:57  ·  Hindi

© 2017

Pyaar Hota Ja Raha Hain Lyrics

achaanak dil ko kyon itnaa
sukun mil jaataa he
achaanak dil ko kyon itnaa
sukun mil jaataa he
tera cheharaa jab aankhon ke
saamne aata he
dil yah tera hone ko taiyaar hota ja rahaa he
thodaa thodaa rose tumse pyaar hota ja rahaa he
ek do dfa nahin har baar hota ja rahaa he
thodaa thodaa rose tumse pyaar hota ja rahaa he

barsi hai mujhpe jo, duwa banake
wo bharish tum
barso se thahari hai
jo lab pe wo, guzarish tum
wo rasta ho tum jo dil se ruh tak jaataa hai
ishq kii manzil pe laake
jo phir pahunchataa hai

baton baton main ye kya ikraar hota jaarha hai
thodaa thodaa rose tumse rose pyaar hota jaarha
ek do dfa nahin har baar hota jaarha hai
thodaa thodaa rose tumse pyaar hota jaarha

sota nahin hoon main, raaton ko thik se
bin liye ijazat tum jo, khaabon main aate ho

dinabodin badal rahaa
tum main hoon main dhal rahaa
haule haule tum jo mujhamen
khud ko milaate ho
tumhe chhu ke har ek lamhaa, savaar sa jaataa he
tumhaare bin jeena ab to, mujhe na aata he
saare jazbaaton kaa izhaar hota ja rahaa he
thodaa thodaa rose tumse pyaar hota ja rahaa he
ek do dfa nahin har baar hota ja rahaa he
thodaa thodaa rose tumse pyaar hota ja rahaa he

Writer(s): Altaaf Sayyed<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Pyaar Hota Ja Raha Hain

Loading

You Might Like

Loading


3m 57s  ·  Hindi

© 2017

FAQs for Pyaar Hota Ja Raha Hain