Pucho Na Yaar Kya Hua - Unwind Version

Pucho Na Yaar Kya Hua - Unwind Version Lyrics

Bollywood Unwind 2  by Prajakta Shukre, R.D. Burman

Song  ·  1,803,538 Plays  ·  3:34  ·  Hindi

© 2015 Strumm Entertainment

Pucho Na Yaar Kya Hua - Unwind Version Lyrics

pucho naa yaar kya hua
dil ka qaraar kya hua ?
pucho naa yaar kya hua
dil ka qaraar kya hua ?
tum pe to hum mar-mite hain abhee se
jaane hamaaraa aage kya hoga

pucho naa yaar kya hua
dil ka qaraar kya hua ?
tum pe to hum mar-mite hain abhee se
jaane hamaaraa aage kya hoga
pucho naa yaar kya hua

hum ko mil gayi duniyaa pyaar kee
mana ho gaye tum mere apane
phir bhee ye savaal, dil mein ye khyaal
naa ho ye kahin dur ke sapane

Hmm, ye ab ke baar kya hua ?
dil ka qaraar kya hua ?
tum pe to hum mar-mite hain abhee se
jaane hamaaraa aage kya hoga
pucho naa yaar kya hua

apanae paas kya aramaan ke siva
yoon to main tumhein aur kya duungi?
jo bhee hai mera, main aur mera pyaar
tum pe ek baar saba lutaa duungi
Hmm, chaahoge to main dekhuungi tumhein
kah doge to phir sar jhuka loongee

hai dildaar kya hua
dil ka qaraar kya hua ?
tum pe to hum mar-mite hain abhee se
jaane hamaaraa aage kya hoga
pucho naa yaar kya hua

Writer(s): R. D. Burman, Majrooh Sultanpuri<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Bollywood Unwind 2

Loading

You Might Like

Loading


3m 34s  ·  Hindi

© 2015 Strumm Entertainment

FAQs for Pucho Na Yaar Kya Hua - Unwind Version