Navratri Ki Mahima

Navratri Ki Mahima Lyrics

Navratri Ki Mahima  by Sadhana Sargam

Song  ·  3,885,390 Plays  ·  4:24  ·  Hindi

© 2018 Dinesh Kumar Dube

Navratri Ki Mahima Lyrics

navaratri ke shubh din aaye
navaraat kee mahima bataae
(navaratri ke shubh din aaye)
(navaraat kee mahima bataae)

navaratri ke shubh din aaye
navaraat kee mahima bataae
(navaratri ke shubh din aaye)
(navaraat kee mahima bataae)

mahadeviyon kee puja kar
mata kee jyoti jagaae
navaratri ke shubh din aaye

navaraat kee mahima bataae
(navaratri ke shubh din aaye)
(navaraat kee mahima bataae)

pehle din maan shail putree
duje din maan bhramchaarani
tije din maan chandra ghanta
chauthe din pushpanda devi

paanchave din shrandh mata
chhatve din maan kadayaayini
satve din khalaratri
aathve din mahagauri

nave din siddhi datri maan ke
charnon mein sheesh jhukaae
navaratri ke shubh din aaye

navaraat kee mahima bataae
(navaratri ke shubh din aaye)
(navaraat kee mahima bataae)

jab-jab dusht asur dharti par karte atyaachaar hai
tab-tab saba devon ke tej se letee maan avatar hai
durga rup ka srijan hai hota
karti hai mata sanghar

sumbh-nisumbh, mahisasur aur
chand-mund ka ho uddhaar
saare asuron ka vadh kar ke maan
srshti ko divya banaae

navaratri ke shubh din aaye
navaraat kee mahima bataae
(navaratri ke shubh din aaye)
(navaraat kee mahima bataae)

navaraton kee shakti kee puja ka fal pate ram jee
dasmi ko ravan sanghare
miti shakti abhimaan kee

madhav jeev-jantu saba deva
karne lage saba jai-jai car
shri ram jai ram jai-jai ram

raghukul nandan kee jai car
mahashakti durga puja se
siddh saba kaam ho jae

navaratri ke shubh din aaye
navaraat kee mahima bataae
navaratri ke shubh din aaye
navaraat kee mahima bataae

mahadeviyon kee puja kar
mata kee jyoti jagaae
navaratri ke shubh din aaye
navaraat kee mahima bataae

Lyrics powered by www.musixmatch.com


More from Navratri Ki Mahima

Loading

You Might Like

Loading


4m 24s  ·  Hindi

© 2018 Dinesh Kumar Dube

FAQs for Navratri Ki Mahima