Naina Lyrics
kar rahee hai sharaarat, hans rahee hai sata ke
ishq apana cchopa ke paak aankhen
ban gayi hai zarurat, dekh naa loon main jab tak
laut jaatin hain neenden meri aake
meri neenden uda ke, mera chain churaa ke
muje chupake-chhupaake dekhe sada
naina, baandhe naina, tose naina
naina, tere naina, pyaare naina, hae
naina, baandhe naina, tose naina
naina, tere naina pyaare hain naa
aksar dil kee baathen
kah jaatee hain saba mujh se kuch naa kah ke
dekhoon to lage hai
kaheen doob naa jaaoon in mein behate-behate
paani kee laharon se komal teri ye aankhen
mahake har dam sandal-sandal teri ye aankhen
ho gai he mohabbat
ho gayi hai mohabbat jab se dekha hain in ko
har khushii mil gayi hai in ko paa ke
meri neenden uda ke, mera chain churaa ke
muje chupake-chhupaake dekhe sada, hae
naina, baandhe naina, tose naina
naina, tere naina, pyaare naina, hae
naina, baandhe naina, tose naina
naina, tere naina pyaare hain naa
Writer(s): Chandrani Ganguly, Jeet Gannguli<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Naina
Loading
You Might Like
Loading
3m 36s · Hindi