Mere Ankhon Se Nikle Ansoo Lyrics
Meri ankhon se, ankhon se nikle ansoo
Mera dil, mera dil hua bekabu
Meri ankhon se, ankhon se nikle ansoo
Mera dil, mera dil hua bekabu
Tune jabse nigaah pheri, main marr gaya
Main marr gaya, main marr gaya
Main marr gaya
Maine tujhpe hi, tujhpe yaqeen kiya
Mera dil, mera dil toone tod diya
Arre tu to jafaa ki hadd se guzar gaya
Guzar gaya, guzar gaya
Guzar gaya
Jo bhi hua, jaise hua
Abhi na tumse chhupaunga
Kabhi kahin milo jo tum
Tumhein haqeekat bataoonga
Jo chot dil pe hai lagi
Usse na main seh paoongi
Yeh haadsa, yeh bebasi
Kisi se na keh paoongi
Meri duniya mein thi bas tu hi tu
Meri ankhon se, ankhon se nikle ansoo
Tune jabse nigaah pheri, main marr gaya
Main marr gaya, main marr gaya
Main marr gaya
Jo har ghadi yaadon mein tha
Woh lamha maine bhula diya
Woh aks jo aankhon mein tha
Maine use bhi mita diya
Saanson mein hai teri wafaa
Aankhon mein hai teri nami
Tere siwa yeh zindagi
Jaise koyi banjar zameen
Tune mujhko yun tanha chhod diya
Mera dil, mera dil tune tod diya
Arre tu to jafaa ki hadd se guzar gaya
Guzar gaya, guzar gaya
Guzar gaya
Meri ankhon se, ankhon se nikle ansoo
Mera dil, mera dil hua bekabu
Tune jabse nigaah pheri, main marr gaya
Main marr gaya, main marr gaya
Main marr gaya
Lyrics powered by JioSaavn
More from Ishq Forever
Loading
You Might Like
Loading
5m 21s · Hindi