maine poocha chaand se ki dekha hai kaheen mere yaar sa haseen chaand ne kahaa chaandanee kee qasam nahin nahin nahin maine poocha chaand se ki dekha hai kaheen mere yaar sa haseen chaand ne kahaa chaandanee kee qasam nahin nahin nahin maine poocha chaand se maine ye hijaab tera dhundha har jagah shabaab tera dhundha kaliyon se misaal teri poochi phulon ne jawab tera dhundha maine poocha baag se falak ho ya zameen aisa phool hai kaheen baag ne kahaa har kalee kee qasam nahin nahin nahin o chaal hai ki mauj kee ravaani zulf hai ki raat kee kahaani honth hain ki aaine kanval ke aakhiree hai ki maykadon kee raani maine poocha jam se falak ho ya zameen aisee may bhee hai kaheen jam ne kahaa mayakashi kee qasam nahin nahin nahin maine poocha chaand se ki dekha hai kaheen mere yaar sa haseen chaand ne kahaa chaandanee kee qasam nahin nahin nahin maine poocha chaand se
Writer(s): Anand Bakshi, R. D. Burman<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com