
Main Tujhse Pyaar Nahin Karti Lyrics
Baby by M. M. Keeravani , Ramya Behara
Song · 348,809 Plays · 3:50 · Hindi
Main Tujhse Pyaar Nahin Karti Lyrics
Main tujhse pyaar nahin karti
Main tujhse pyara nahin karti
Par koi aisi shaam nahin Jab main apni tanhaai mein
Tera intezaar nahin karti
Main tujhse pyaar nahin karti
Main tujhse pyaar nahin karti
Par shehar mein jis din tu na ho
Ye shehar paraaya lagta hai
Har phool lage begaana sa
Har sazar paraaya lagta hai
Main tujhse pyaar
Woh almaari kapdo waali
Lawaarish ho jaati hai
Yeh pehnoo ya woh pehnoo
Yeh uljan bhi kho jaati hai
Mujhe yeh bhi yaad nahi aata
Rang konse mujhko pyaare hai
Mere shok pasand meri
Bin tere sab banjaare hai
Tujhse pyaar nahin karti
Main tujhse pyara nahin karti
Main tujhse pyaar nahin karti
Main tujhse pyara nahin karti
Par aisa koi din hai kya
Jab yaad tuje teri baaton ko
Sau sau baar nahi karti
Sau sau baar nahi karti
Writer(s): M. M. Kreem, Manoj Muntashir<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
3m 50s · Hindi