Maharaja (Maharaja / Soundtrack Version) Lyrics
main tera deewaanaa too meri deewaanii
main tera deewaanaa too meri deewaanii
bas yahi hai maharaja kee kahaani
baathon mein mohabbat, dhadakan mein ravaani
baathon mein mohabbat, dhadakan mein ravaani
bas yahi hai maharaja kee kahaani
main tera deewaanaa too meri deewaanii
maharaja, maharaja
maharaja, hey-hey, hey-hey
maharaja, maharaja
maharaja, maharaja
main to seedha-sada, main to bholaa-bhaalaa, jag se begaana
tune dekha muje, tune chaahaa muje, tune pahachaanaa
jeenaa tere liye, maranaa tere liye, meri dil jaanaa
dil deke jo maange chaahat kee nishaani
dil deke jo maange chaahat kee nishaani
bas yahi hai maharaja kee kahaani
main tera deewaanaa too meri deewaanii
maharaja, maharaja
maharaja, hey-hey, hey-hey
maharaja, maharaja
maharaja, maharaja
chhan-chhan, chanan-chanan, chanan-nan, nan-nan
chhan-chhan, chanan-chanan
chhan-chhan, chanan-chanan, chanan-nan, nan-nan
chhan-chhan, chanan-chanan
chhan-chhan, chanan-chanan, chanan-nan, nan-nan
chhan-chhan, chanan-chanan, chanan-chanan
phool-baharon mein hai, chaand-sitaron mein hai, rup hai darpan mein
maujon mein kal-kal, seene mein halchal, yaar basaa man mein
aankhon mein chaahat, dard mein raahat, chain hai bandhan mein
main jhonka haea ka, too rut hai suhaani
main jhonka haea ka, too rut hai suhaani
bas yahi hai maharaja kee kahaani
main tera deewaanaa too meri deewaanii
bas yahi hai maharaja kee kahaani
baathon mein mohabbat, dhadakan mein ravaani
bas yahi hai maharaja kee kahaani
main tera deewaanaa too meri deewaanii
maharaja, maharaja
maharaja, maharaja
maharaja, maharaja
maharaja, maharaja
maharaja, maharaja
Writer(s): Sameer, Nadeem Shravan<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Maharaja
Loading
You Might Like
Loading
5m 31s · Hindi