Kya Karte The Saajna Lyrics
kya kya kya
kya kya
kya kya kya karte the
dekh tere chakkar main banda hai full lattu
janaa tha japan magar pahunchaa hai timoctu kya kya
de-de-dekh tere chakkar main banda hai full lattu
janaa tha japan magar pahunchaa hai timoctu kya kya
le main tere naam jaan likhaa don
kya qasam koi maar bhi kha lun
yaar hai jivan meraa kya samjhaoon main kah ke
kya kya kya kya kya kya
kya karte the saajana tum ham se dur rah ke
kya karte the saajana tum ham se dur rah ke kya kya
ham to judaai main akele chup-chup ke royaa karte the
meri saansen yun to hai haq tere
par jaan hi le lenge shaq tere
meri saansen yun to hai haq tere
par jaan hi le lenge shaq tere kya kya
dekh zamana ye to pyaar se jalataa hai
dil jalaane vaali chaal ye chalata hai
pyaar kiya hai tujh se duniya bhar ke gam sah ke
kya kya kya kya kya kya
kya karte the saajana tum ham se dur rah ke
kya karte the saajana tum ham se dur rah ke kya kya
ham to judaai main akele chup-chup ke royaa karte the
kya kya kya
kya kya kya karte the
Writer(s): Majrooh Sultanpuri, Anand Milind, Udit Narayan, Anuradha Paudwal<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com
More from Shubh Mangal Zyada Saavdhan
Loading
You Might Like
Loading
2m 48s · Hindi