jaane hai kis mod pe le aayi ye zindagi, main jaanoon naa dhadakanon kee ye bechainiyaan ai hamsafar, pehchaanoon naa thahari zameen, teharaa hai pal man mein machi kyun halchal? chubhti hain mujko kyun dooriyaan? koyi naa jaane majaburiyaan, majaburiyaan kabhi naa sukun aayaa, kabhi naa qaraar aayaa jab se hai tum pe mujko pyaar aayaa kabhi naa sukun aayaa, kabhi naa qaraar aayaa jab se hai tum pe mujko pyaar aayaa pyaar aayaa, pyaar aayaa
Writer(s): Sameer<br>Lyrics powered by www.musixmatch.com